Par sach batau main akela hoon jaroor
Yaad ati ha woh duniya bharpoor,
Jahan dil ki baat se ho jaate ha log mehroob,
Dil se pyar karte ha woh khoob,
Dil se pyar karte ha woh khoob,
Par sach bataun main akela hoon jaroor
Kitne logon ko apna banana chaha,
Par kisi ne dil se dost na kaha,
Har taraf dhokha hi khaya,
Dukh ko yaadon ke pinjre mein kaid paya,
Par Hastan hoon main Zuban se aj bhi bharpoor,
Par sach Batau main akela hoon Jaroor

No comments:
Post a Comment